Tuesday, July 7, 2009

An addition to my realization box

I learned that
khud ko turram khan samajhne wale, awal darje k gdhe hote hen
and That I am the biggest example
no jokes.....!

blog dear, until, yamna herself, start working for herself,
she is not worth a penny.

4 comments:

xyz said...

Hamari value utni hi hoti hai jo kuch hum kartay hai. Aur woh value bhi torhay arsay k leay hoti hai. Kuch value ka create karna hota hai apni value dekanay k leay. That's why love is is so highly rated in this world. Love makes people value people, instead of valuing what that they've done.

Y@mna rehman khan...! said...

True,
but then cant I say that there are very few people who really love us.

Wo Imam abu hanifa se aik bnde ne poochne tha k zindagi mai kamyabi ki nishani kia he?
He said
agar tumhare tan par jo kapra he, wahi tumhara qul maal ho, aur aik bhi shaks tumse milne aye, to tum kamyaab ho.

I loved that qoutation.

Anonymous said...

Bare logon ki bari baaten yumi. Hum chote log sirf guesses laga sakte hen.

Shayad mene tum se share kiya bhi ho jo Hazrat Ali ne farmaya tha k hum is liye khafa rehte hen k hum ya tau apni taqdeer se ziyada talab karte hen ya phir waqt se phele hasil kar lena chahte hen.

In short hum razi ba raza nahi yumi. Khuda pe yakeen karte hen aur issi baat ka us pe ehsaan karte rehte hen.

Yumi ajkal bohat sharminda rehti hun.

Y@mna rehman khan...! said...

sharmindagi bhi achi cheez he :smile