Monday, January 19, 2009

Baat niklaygi to phr door talak jaegi.....! :grin

aaah...,
Ali bhai ne uss din show mai aik shair prha tha,
thanks to mairi k ussne mjhe bta dia.....

paerh ko deemak lag jaye, ya adamzad ko gham
donon hi ko amjad humne bachte dekha kam


The Zahir mai Paul coelho khte hen
''The zahir either leads you to madness or holiness.''

meri zaban mai....
'' ya Udharrrrr k, ya phir kidhr k bhi nhi''

wese ye udhar walon ka bhi pata nhi chalta,
kbhi kbhi jo kidhar ka nhi hota, udhar ka ho jata he,

aur jo udhar ka hota he,
to khayaal ye he k...,
''Rasian kat bhi to jati hen.........!''
:grin
rasiaaaaan kat bhi to jati hen,
aha,
kia he k, kat bhi to jati hen na.......!

aur phr yun ho k ,

na khuda mila na wisal e sanam
na idhar k rahe na udhar k rahe..!


kher,
tamana bhi kisay he...!
na khuda ki, na visaal e sanam ki,
donon hi se farigh.........!

jis haal mai rakh raha he hum ussi mai razi hen, tera lakh lakh shukar he........!

No comments: